Pachtawa e Inteqam novel by Nishaal Aziz

Pachtawa e Inteqam novel by Nishaal Aziz

Pachtawa e Inteqam novel by Nishaal Aziz

Pachtawa e Inteqam novel it's available here to download in pdf form and online reading.
Kitab Nagri start a journey for all social media writers to publish their writes.Welcome To All Writers,Test your writing abilities.
They write romantic novels,forced marriage,hero police officer based urdu novel.,very romantic urdu novels,full romantic urdu novel,urdu novels,best romantic urdu novels,full hot romantic urdu novels,famous urdu novel,romantic urdu novels list,romantic urdu novels of all times,best urdu romantic novels.
Nishaal Aziz is a famous social media writer.
Nishaal Aziz is a versatile writer and it's her new novel which is being written for Kitab Nagri.
She is very famous for her unique writing style.
She chooses a variety of topics to write about. 
She has written many stories and has large number of
fans waiting for her novels.
Pachtawa e Inteqam novel by Nishaal Aziz is available here to download in pdf form and online reading.
Click on the link given below to Free download Pdf
Free Download Link
Click on download
give your feedback



12 Comments

  1. Novel jitni khoobsurati se likha tha utni khoobsurati se khatam nahi kiya shuru se yahi laga k happy ending hoga jese jese parhte ja rahi thi aesa lag raha tha k is novel ka end me sab achha ho jayega natasha bechari maaf kar de gi zabrain ko zabrain ko bhi apni galti ka ahsas ho jayega or taimoor or yamna bhi mil jayege par utna hi bura end tha bilkul hi bakwas arsa ek dum gatiya laga end facebook page pe bhi parha tha socha tha apne frndz ko recommend karu par ab dab ko bolungi k aap k novels na hi parhe to achha hai koi sar pair hi nahi aap to apna naya novel "aahe mohabbat" ko shuru hi mat karo to zada achha hai aesa lag raha hai ki is novel ka end bhi aap itna hi bakwas karne wali hai aap novel likh hi q rahi hain jab end achha nahi kar sakti real life me sab kuch achha nahi hota but atleast novels hi aesi cheez hai jis me insaan sab kuch complete or parfact parhna pasand karta hai main ye nahi keh rahi hoon ki aap ko likhne ki salahiyat nahi hai aap ka writing skill achha hai parh k lagta hai ki kisi bahot experience writer ki novel hai sab feel hota hai parh k but end achha nahi karti ho aap umeed karti hoon agle sab novels ka end aap happy ending hi karo

    ReplyDelete
  2. Nishaal ji aap ko mera comment achha nahi laga or aap ne is comment ko apne facebook page par laga diya aap ko bura laga is k liye i m sorry from the bottom of my heart mera maqsad aap ko hurt karna nahi tha dear aap ne story ko end karne se pehle sab se poocha tha ki (kiya end karu kiya natasha ko zabrain ko maaf kar dena chahiye) jab poocha tha to sab ki raye ko madde nazar rakh k hi end karna chaiye tha or sab se badi baat aap ne kaha ki ittefaq se jis hero ki photo aap ne rakhi hai wo thai actor hai us ne kisi drama ya film me bhi heroine ko maar diya tha to main aap ko bata doon ki jis actress ka photo aap ne rakha tha wo bhi thai actress hi hai or yahi hero us heroine k liye kisi thai drama me us heroine k liye pagal hai main aap ko bata bhi nahi sakti k main ne jab novel parhna start kiya tha tab se hi bahot pasand tha or jese jese novel me zabrain ne natasha ko hurt kiya us par tashaddud kiya main ek ek scene par bahot roi thi or end parh k to khana bhi nahi khaya gaya tha dil bahot udaas ho gaya tha baar baar dimag me wahi sab aa raha tha 2 din tak disturb rahi thi mera maqsad kisi ki dil aazari karna nahi tha aap ka dil dukhaere comment se to please mujhe maaf kar dena again sorry 🙏🙏🙏🙏 dear n best of luck for ur new novel😘😘

    ReplyDelete
  3. Nishaal ji i m not on fb but main roz jese jese aap epi Post karti hai parhti hoon please" ahe mohabbat"ki epi Post kar dein na please please please please please please please please please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏 main kisi bhi tarah k social media pe nahi hoon sirf Google hi use karti hoon main agar fb pe hoti to long long comments karti tabsire se like bhi karti but main fb pe nahi hoon please na jaan samjho meri majboori ko aap roz post kar diya karo please please please please please please darling kar do na new episode post🙏🙏🙏😘😘

    ReplyDelete
  4. Nishaal ji aap se ek request hai please aap chahy to puri kar sakti hain aap new novel ("aah e mohabbat")ko please please please long karna second novel (pachtawa e inteqaam) ki tarah short mat karna kam az kam first novel ki tarah long likhna atleast 38 episode to ho darling aap ka writing skill bahot bahot bahot achha hai bahot hi khoobsurati se likhti hai aap mujhe aap k novels parh k aesa lagta hai jese main (zeeniya sharjeel) k novel parh rahi hoon bilkul usi khoobsurati ki tarah aap k novels hote hai insha Allah ek din aap ko zeeniya ji ki tarah hi kamyabi milegi aap ko likes ki demand nahi karni paregi log majboor ho jayenge aap ki novels ko likes dene k liye main ne to apni sab frndz ko bola hai aap k novels read karne k liye or aap ko main ne apne first comment me jo bola tha us k liye main bahot hi sharminda hoon please mujhe maaf kar dena thoda naraz ho g thi is liye wo sab bol diya tha meri mom ne aaj ek baat aese hi samjhayi k jin se mohabbat ho un ka dil kabhi nahi dukhana chahiye to please please please aap se apne tahy dil se maafi mangti hoon i m really really very sorry 🙏🙏🙏🙏 darling may Allah bless u jaan😘😘

    ReplyDelete
  5. Unhey sharminda na Kary br br sorry kh kr,or wo shukar guzaar hn apkey behtreen preview pr.,��

    Message from @Nishaalaziz
    MK..,

    ReplyDelete
  6. Unknown...,Ap achey preview deti hn,koshish kry fb pr bhi dn skey,❤️

    ReplyDelete
  7. Best novel mujy bhooot pasand aaya

    ReplyDelete
  8. Superbly written article, if only all bloggers offered the same content as you, the internet would be a far better place.. bringing the nation's husband home read online

    ReplyDelete
  9. I just found this blog and have high hopes for it to continue. Keep up the great work, its hard to find good ones. I have added to my favorites. Thank You. can you keep a secret

    ReplyDelete
  10. novel ka jesa name hay end isi terha ka hi hona tha na. any way nice novel

    ReplyDelete
  11. Uffff bht roi ye nivel prh k bht zyada kasmay ro ro k bura haal acha hwa hero k saath wo deserve hi yhi krta tha...mjhy natasha k liye bht bura lga ...me ny ro ro k ankhein sujaa liii

    ReplyDelete
Previous Post Next Post