Tum Noor E Dil Ho Novel By S Merwa Mirza

Tum Noor E Dil Ho Novel By S Merwa Mirza

Tum Noor E Dil Ho Novel By S Merwa Mirza

Urdu Novel : Tum Noor E Dil Ho
Writer Name : S Merwa Mirza
Category : Kitab Nagri Special , Revenge Based Novels,

دل سے جڑے دو دیوانوں اور پہاڑوں کے شہزادوں کی ایک ایسی دلسوز کہانی جس میں دونوں کو دل کے معاملے میں آزمایا جاتا ہے، ایک کا دل محبت میں لٹ جاتا ہے اور دوسرے پر کوئی اپنا دل لٹا جاتا ہے۔ یہ کہانی ہے گلگت بلتستان کے سرسبز پہاڑی علاقے سکردو کی اور اس پر بسے ایک دل والے خاندان کی جنکے افراد کے سینوں میں محبت کا جہاں آباد ہونے کے باوجود انکے ہاتھوں سے ظلم سرزد ہو جاتا ہے۔

سکردو بلتستان کا سب سے بڑا شہر اور دار الخلافہ ہے جس کی آبادی تقریباً پچیس لاکھ کر قریب ہے، سکردو شہر بلتستان کاتجارتی مرکزہونے کے ساتھ ساتھ صحت ، تعلیم اور سیاسی و سماجی سرگرمیوں کا مرکز بھی ہے ۔ سکردو ہی گلگت بلتستان اور ملک کے دیگر شہروں کی جانب آمد و رفت کا ذریعہ بھی ہے جہاں بلتستان کا واحد کمرشل ائیرپورٹ اور بسوں کا اڈا بھی موجود ہے، سکردو شہر سے ہو کر ہی دنیا کے بلند قدرتی پارک دیوسائی اور استور جایا جاسکتا ہے۔

بظاہر پھیلی اس محبت میں گندھی خوبصورتی کے باوجود یہاں کئی برباد دل والے بھی بستے تھے،ایس مروہ مرزا کی لکھی یہ دل کی کہانی ممکن ہے آپ سبھی کا بھی دل جکڑ لے گی۔

Kitab Nagri start a journey for all social media writers to publish their writes.Welcome To All Writers,Test your writing abilities.

They write romantic novels,forced marriage,hero police officer based urdu novel,very romantic urdu novels,full romantic urdu novel,urdu novels,best romantic urdu novels,full hot romantic urdu novels,famous urdu novel,romantic urdu novels list,romantic urdu novels of all times,best urdu romantic novels.
Tum Noor E Dil Ho Novel By S Merwa Mirza is available here to download in pdf form and online reading.
Click on the link given below to Free download Pdf
Free Download Link
Click on download
give your feedback

ان سب ویب،بلاگ،یوٹیوب چینل اور ایپ والوں کو تنبیہ کی جاتی ہےکہ اس ناول کو چوری کر کے پوسٹ کرنے سے باز رہیں ورنہ ادارہ کتاب نگری اور رائیٹرز ان کے خلاف ہر طرح کی قانونی کاروائی کرنے کے مجاز ہونگے۔

ناول پڑھنے کے لیے نیچے دیئے گئے ڈاؤن لوڈ کے بٹن پرکلک کریں
 اورناول کا پی ڈی ایف ڈاؤن لوڈ کریں  👇👇👇
 


FoR Online Read

ناول پڑھنے کے بعد ویب کومنٹ بوکس میں اپنا تبصرہ پوسٹ کریں اور بتائیے آپ کو ناول کیسا لگا ۔ شکریہ

20 Comments

  1. Aoa
    Phle tu BHT BHT Mubarak aik r safr ki khubsuart takmeel Hui....🙂🙂🙂🙂🙂🙂
    Is novel ka introduction hi itna strong tha k bus soch Kya k episode wise read krna hi he... Gilgit Baltistan ka zikr parh k Dil in haseen wadiyu k safar pe ap k sung Jane ka Kya...khuch reasons ki wja se first 2 episodes nai parh saki lekin us k baad sara novel parha BHT umda rha....💗💗💗💗💗
    Sb se Ghar k baru ka zikr krte Hain Amma JAAN ju waqai Sadique house ki jaan thi ju apne bachu r un k bachu k sath yaksaan salook ki wja se hr dilaziz rhi ... Sb motiu ku aik lari main pru k rakhne wali .. un k baad b unki aulaad ne in ki tarbiyat ka pass rakha ..🙂🙂🙂🙂🙂🙂
    Sb se phle baat krte Hain Kayaam r Aswa ki ... Donu ka couple BHT acha tha.... Aswa aik jazbati larki rhi lekin behtreen dost , apni Mohabat main schi r our khloos.... Kayam b aik BHT acha sohar r us se barhh kr aik BHT acha insaan ju rishtu KU bakhoobi nibahne Wala.. Aik Ashiq k Roop main b behtreen...💕💕💕💕💕💕
    💕💕💕💕
    Abeera aik negative character ju apne mafaad k lye khuch b kr guzarne wali aik Ana parast, r intahi kudkharz insaan ju ksi se b Syd mukhlis nai thi swae kus k.. yahn to k apne Bhai zubair Tak ku nai bakhsa ju Kam az Kam aik acha bahi tu tha , apni behn k lye khuch b kr guzarne Wala...lekin Abeera ne us ki b apne kudgarzi ki bainth Chara dya....☹️☹️☹️☹️☹️☹️☹️
    Shomail r Jaisha .....❤️❤️❤️❤️
    Gilgit Baltistan k shehzada r shehzadi.... Jaisha aik achi larki, apne rishte nibhane wali, rishtu ki nazakat ki smajhne wali , apna sb khuch apne shhezade pe nichawar krne wali...aik achi biwi, achi dost, r behn k Roop main b behtreen.... Shomail aik jazbati r magroor larka... Ju apni galti ki wja se Jaisha se door hu gya... R ye doori us k lye sohan e rooh sabit Hui ..lekin barhaal khuch galtiu ka kafara adaa krna zaruri hota he so Wu ua me b Kya...bilakhir Jaisha ne use dobara apni humrahi baksh di...r Wu b waqi ab ki baar apne andr se apni Ana r zidd ki maar Chuka tha... Khair kr اونچ نیچ k bawjood in ka couple zabardast rha ....💝💝💝💝💝💝💝💝
    Ab aate Hain Asawri r rabiya ki janib ju aik dosre hi سوتن hu k b aik dosre k lye Dil main بغض na rakh saki...🥰🥰🥰🥰🥰 Rabiya yak tarfa Mohabat k bawjood aik wafsuaar biwi sabit Hui ju apne Humsafar k sath he qadam pe rhi ye jannne k bawjood k us k Dil main koi r he...😊😊😊😊😊😊😊😊
    Asawri tu hi apne sahur k Dil ki malka , us ka sukh chain, aik achi larki ju rabiya k lye b apne sohar k Dil main ache jazbaat dalti rhi.. Ghar bahr k lye aik achi bahu r beti sabit Hui... 😍😍😍😍😍😍😍 Badqismati se jldi Chali gai lekin dilu main hmesha k lye the gai....💕💕💕💕💕💕💕
    Ab aate Hain apne favorite character ki trf ADAM ju aik mukammal insaan tha... Aik behtreen bahi, dost , beta, r sohar b....🙂🙂🙂🙂🙂 Rabiya k lye aik mehrbaan r naram mizaaj insaan tu Asawri k ishq main poor poor Donna hua..... Aik rishta Dil ki Raza se jora r dosra maslehat k teht lekin donu hi ku in haq Dene Wala ....🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰 Hr dukh sukh main sath nibhane Wala r apni ازدواجی زندگی k triangle ku b bakhoobi nibhane Wala.... R ishq me itna Sacha k Asawri k baghair Wu b jee na ska r us se ja mla.... Waqi abdi milan ab se behtreen he ....👌👌💗💗💗💗💗💗💗💗
    BHT achi kawish r ap k agle web novel ka shiddat se intizaar rhe ga....🤩🤩🤩🤩🤩🤩🤩🤩
    Love you and Allah bless you Marwa 💞💞💞💞💞💞💞💞
    From: Nigar Fall..😊😊😊😊

    ReplyDelete
  2. Ufffffffffffff..... I am speechless... Sachi kch smjh nai aa rahi kya kahun kesy bayan karun...
    تم نور دل ہو
    Bhhhhhhhhht heart touching novel.... Yeh 2nd novel hai jo mainy read kiya hai apka r schi main to phr se fan ho gai apki.... Pooray 3 din laga k complete novel read kiya.... R such mein main bayan nai kar skti k kya feeling ho rahi hai.... Bhhhhhhhhht e lajawab novel hai.... Sachi is qadar heart touching....is qadar deep novel k hum waqaii doob gaye...... Phly
    Jaisha bhhhhhhht cute innocent character... DIL
    .. Dil se har 1 k bary mein sochnay wali...... Jo har aik k dil mein basti thi sab ko sath rakhnay wali.... Har dil azeez...... Jisko itna handsome loving caring husband mila.... R thora sa idiot b...... Thori mushkilat b aain lkn at the end us k sab dukh sab takleefen khatam ho gai itni pyari family mili.....
    Shumail
    Maghroor................... Badtameez.. Idiot shehzada.... And most handsome boy.... Jisko اتنی pyari... Mohabbat krne wali wife mili jiski us ne start mein qadar e nai ki lkn phr usko aqal aa gai lkn thori aai...... Bhhht e awesome character....
    Asawri
    Bhhhhhhht e caring loving innocent cute character.... Schi bhhhhhhhhht e اعلیٰ character....
    Adam
    Very loving character
    Starting mein mjhe laga tha k adam khasa آدم بےزار hai lkn nai wo to bhhhhht e ahm ahm character tha.... Jis ne apni Mohabbat apne promises hamesha nibhaye...... Main bta nai skti sab se zyada axha behtreen character mjhe adam laga... Uska pyar Amar hua
    Rabbiya
    Wo b bhhhhhhht nice thi.. Muhabbat ki r usko nibhaya shirakat thi lkn koi demand nai ki wesy waqaii har kaam mein maslehat e hoti hai..... R aesa b Nai hua k rabbiya ko kch na mila ho usko b adam ka sath mila itna pyara beta mila......
    Abeera
    Uska to kya e kahun aesa b kya andha hona... Bhhht e acha anjaam hua iska b r rajab ka b......
    Baqi sab characters b bhhhhhhht achay thy...
    Bhhhhhhhhhhhhhhhht e awesome.. Umda lajawab novel hai ye.....r kahan se lati hain ap is qadar heart touching deep and effective words.... Sachi ap ka writing style.. Sab kch unique hai.... R b bht kch hai dil mein khny k liye lkn alfaaz nai hai bayan krne k liye...... Bus yahi k ap k liye bhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhht sara pyaar ��������������������������������������R duaen ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️Allah pak apko hamesha khush rakhen... Ap k qalam mein barkat ata farmaen r ap aesy e achay achay novels likhti rahen.... Allah pak apko qabool farmaye... Allah pak ap pr apni rehmat ki nigah farmayen
    .... Allah pak ap se razi ho jayen...... R jo duaen mangni chahiye r main nahi likh paai allah pak wo b ap k حق mein qabool farmaye.... Apko Allah apni har نعمت se nawazay Ameen Ameen... ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️����������������������❤️❤️❤️❤️
    ہانیہ علی

    ReplyDelete
  3. 😭😭ess novel ma mohabat ko itna pure likha gye ha k rona a reha ha .hrr koi adam jasee mohabat nhi kr skta b

    ReplyDelete
  4. اسلام وعلیکم Hello kesi h app me ne review diya tha page pr ap dekha ni to me ne kha afain de deti ho me ap k sub novel prti ho but kuch arsa se writer jo hkuch drmyan me chor deti h aur kuch e book me daal deti h to thora dukh hua ku k hum purchase ni kr skta khair ye ek alag baat h ic liye ab jb novel complete ho jata h me tb prti ho aur review deti ho sis ap ka novel kya btao ek word ni h k kesa tareef kro mind blowing aswari aur afam ka character mujhy bohat acha lga haye me roo pri jb aswari ki. Death hoi aur adam ne ka kya roll h kesa sub ko sambhalta h aur muskarata h apna dukh ko bool k mind blowing aur last me bhi bohat dukhi kr diya jb adam bina btaye chla jata h aur sb ata h shehzada ki taraf apni shehzadi. Pe yaqeen ni kiya mujhy bohst bora lga lakin jis me ana ho wo kuch bhi kr skta h apne aga kisi ko kuch ni samhhta lakin phr apna nuqsan kr leta h aur hath kuch ni ata jesa k shehzada k sath hua lakin jo. Mafi mang le to bohat acha ku k allah maaf krna wala ko pasand krta h mujhy to adam aur aswari aur rabbiya ka kardar acha lga air ap bohat acja aur. Uniqe likhti h kasam se dil prh k baag baag ho jata but ic novel me ap. Ne hum massomo ko rukaya bhi h allah aesa hi acha acha likhna ki tofeeq de ammen ap ki pyari arooj khan

    ReplyDelete
  5. A.o.A merwa apka novel tum noor e dill ho bhttt e umda novel tha 😍parh kr bhtt enjoy kea shumail or jaisha ka character bhtt acha tha jahan mny novel enjoy kea wahan me sad b hue ufffff adam or asawri ny mjy rula dea kasm sy😭😭😭q mar dea apny itny pyary couple ko muhabbat ki azeem dastan qaim ki dono ny😞😞😞shumail or jaisha ka tarpna shumail ka muhabat pr aitbar na krna or jaisha ka saza dana bnta tha usy lkn shukr is couple ki happy ending hue💕💕lkn merwa mjy ap sy kuch khna tha ab apny kisi novel m itny pyary couple ko mat marna😭😭😭bhtt takleef hoti mjy esi chezain parh k😞over all ap ka novel mashallah bhttt e zabrdast tha Allaha pak apko esy e agy b kamyab kry ameen💓💓💓💓💓💓💓

    ReplyDelete
  6. S Merwa Mirza Novels
    Assalamualaikum
    Mujhay nh patah m kahan sa shrow kroun �� hn lekin m ye zaror kehskti hon k mujhay apkay andaz e bayan se muhbbat hogie h ♥️itna khubsurattt andaaz, itnay sachayy jazbat, itnay gheray alfaz ���� MashAllah ❤️ you are very best ���� har ek kirdar ka khubsurti se zikar lgta h nh k prh rahay hain aesa lagta jesay sab dikh raha sab feel horaha ♥️
    Bhaut , bhaut zadah khubsurattt ����
    Ek bhaut hi interesting story ��✨
    Sabse haat kr apki stories wesay tou hamesha hi alag hoti hain ek sai barh kr ek ��ur aesay hi ye story bhi ���� ek khubsurattt dastan sachayy jazboun ki , sachi muhbbatain, ishq ki ❤️
    Dil k kirdar ������bhaut hi piyara tha hn mujhay y kirdar bhaut pasand aya ��❤️ muhbbat ki Kadar krnay wali, apnay mehram se ishq ��✨ har haal ma sath denay wali ek behtreen dost ��khud sa barh kr apnay rishtoun k ka kahayal rakhna ��

    Shumail ✨ paharoun k shehzadah thora maghroor sa �� Lekin apni dil muhbbat krnay wala, hn shumail na bhaut bari glti kri lekin phir uski saza bhi paiey muhbbat k dour hojaana wo bhi khud k gunnah se �� ye shumail se pochay koi . Apni glti ki taalafi ��

    Adam ���� ek bhaut hi umdaah kirdar mujhay nh patah kistrhan likha apnay ye kirdaar ek bhaut mushkil character tha �� apnay ishq ur khandaan ki riwayat ko sath lekr chalnaa �� aesa koi kirdar manay nh prha ajtk ��ur is kirdaar na mujhay muhbbat krna sikhaya haar muskil m Jeena seekhaya ���� asawari ur rabiya dono k haaq , en dinoun ki muhbbat k ek lota waris �� Adam .ur ending m tou han Meray bhaut sa ansounn niklay ������
    Ek Sacha ashiq ��

    Rabiya���� yak trfa muhbbat k bawajood apnay mehram ki saath ek munfarid kirdaar ��pehlay pehal mujhay laga tha k rabiya k saath ziyaati hioe usko bhi koi ussi ki trhan chahnay wala hona chahiya lekin jesay jesay m novel prhti gaie meri glt fahmii dour hoti gaie ✨ mujhay lagta h Jesay Adam k kirdaar ko munfarid banay m rabiya k kirdar bhi sham raha h Jesay Adam me 2 biwiyan honay k baad bhi sab k huqqok k khayal rakha���� wesay baat abhi sirf rabiya ki horhi �� tou no Adam . Rabiya ki muhbbat bhi sabse alag thi ke bataay hioey insaan k saath chahna ye jantay hioey bhi k wo pehlay hi kisi ka ishq m giraftar h ���� ur end tk itna sabit qadam rehna ❤️❤️waqie rabiya ������

    Asawari �� naik dil.Adam k ishq ❤️ Adam k dil . Apnay mehram k sath denay wali ek mushkil faisla jisme apni muhbbat ko bantna par jaey usmay sabit qadam ��

    Aswah ♥️��k kirdar bhi Kamal tha �� ek jazbati se larki ✨ mukhlish muhbbat krnay wali ur dil ki best friend ❤️

    Khayam �� Bhai n hokr bhi ek saebaan banay wala kirdaar
    Ek behtreen dost,hamsafaar ur ashiq ��

    Abeera☠️ye tou tha ek negative character lekin jistrhan sa issay Paeesh kiyaga ����awlaa bhaut khud sakhta zidain , apnay hathoun sa apnoun k kaliya qabar khudnay wali ����har ek ki zindagi k sakoon tabah krdala . Lekin wohi burie k anjam beshak bura hi hota ek aziyat moot , ur Zindagi m bhi zindah hokr bhi murdaah Pana khud ko ������

    Zubair ❤️ muhbbat krnay wala Bhai magr kahan glti hioe Jo behan na hi ussay zindah dargor krdiya ������apni behan se muhbbat krnay wala , ek behtreen Bhai , lekin ussi behan ki wajha sa usnay apni Jaan lailaii ������

    Mukkhtasir ��ye ka bilashuba apkay lafzoun m jadoun m , ek sehar ki trhan Jo charh jata ha tou utarta nh , dil chahta prhtay jiou khtm n ho bs �� ❤️��

    Bhaut hi umdaah andaz ha ��

    Dua krti hon Allah Paak apko bhaut taaraqi de , loog apkay es hunar ka hmesha ahteram krain ur issay sarahain ✨��

    Stayed blessed ✨����

    ReplyDelete
  7. .Naheed bygam rida ya baqi sab boht achi characterization ki apny sabki...kaisy bhra Pura ghar ,khushio air omango sy bhra aashiyana ana aur nasamjhi ki bhaint charh k apno sy mahroom ho gya...adam,asawari air nasheed bygam k Jany k baad khali hogya byshak naye air nanny mahmano k any sy Ronak hogai but jinki jagha khali ho jaye wo kabhi pure nahi hoti
    Abeera jaisi aurtai b hmary mashry ka almiya hy...waqai aisi aurtai hoti hai jo apni hawas ko muhabbat ka naam dy k apni jismani bhook ki taskeen kerti hai...onky lia khoon k rishto ki apny hatho hoi bytoqeeri ki b koi ahmiyat nahi hoti aur shaitan k naqshy qadm pe chalty akhir wo shaitan ki terha hy dhutkari ho bynam o Nishan rah jati hai😡😡😠😠🤬🤬👹
    Shumail aur jaisha boht unique love story rahi dono ki,nafrat sy adawat, phir bahmi kashish aur akhir mai ishq k ala mertby pe faiz hoay dono..apni apni anao k khol mai bnd do Haseen log jab mily to ishq ka Tofan laye aur jab bichery to mu zor samandar bun gaye jo apny sath he takra k khud ko he pash pash ker gaye...shumail ki khud pasand,ana,nasamjhi,jaldbazi isky sath sab k lia imtehan bni rahi...but yah baat sabat hoi k aurat mard ki nisbet zyada qwat e berdash aur bra dil rakhti hy...abeera khud chal k aai isky bawjood dill ny Oska sath na chora but jaisha ki mertba shumail itna Byraham ho gya k osy sfai ka moqa tak na dia.😡😡.apny talkh per sach baat samny rakhi k hmari society aurat k kirdar pe wazahat nahi mangti bus sansaar kerdyti hy but mard ki dfa aurat ser k saai ko aankho sy daikh k b gunjaish dydyti hy..shumail ka haqeeqat Janeny k baad khud ko takleef dyna,abeera air rajab ka anjam bhyanak kerna ya khud ko he maar k apny ander Dafan kerna sab boht dukhi tha.😔🥺🥺.phir wapsi ki traf aik mujrim kiterha khud ko paish kerna aisy b aapny aik rah dikhai k juram kerky chupty na phiro mafi b maango aur tlafi b kro k aurat to bus muhabbat ki bhooki hy ..jab b milay wo Purany zakhmo ko chupa k nai zindagi guzarny ka moqa dyti hy apny mahram ko🥰🥰

    Safa apny boht muhabbat sy yah novel lgta hy likha hy.💓💓..mukamal air saherangaiz..😻😻her her lafz dil lubhany wala aur her character aik alg pahchan lia hoay...jaha apny Turkey aur hmary apny pehaari Alaqo ki bghair ticket k sair kerwai wahi apny jazbo k aik naye jehaan sy b roshnas kerwaya...magical air outstanding likhti hai ap...apky samny to mai ho nahi bus aik baat zaroor btaongi k aaj is novel k akhtetaam pe mai aansoo pochti hoi khari ho k apky lia taliya bjati rahi ho.🤲👌👌👌..standing ovation di hy aj mainy aur myry dil ny apko...u hi kamyabia smateti rahai aur apky qalam ka zor ser charh k bolay...aameen aik mertba phir Mubarak ho apky novel k nageeno mai is koh e noor k jurny k lia🥰🥰🥰😍😍😘😘

    ________!♡♡♡




    Maryum Nasir(tabsira nighar)
    Part 2

    ReplyDelete
  8. Asslam o ALAIKUM...bilaakhir aik masterpiece apny akhtetaam ko pohancha....jazwa K aamin k baad jab apka Noor e dill start hoa to myry dill mai kahi khof tha k itni khobsoorti aur suchy motio sy lafzo ka ap tasulsul berqrar rakh paingi k nahi but noor e dill ko parhny k baad sochti ho isy acha kya hoga bhla???😍😍😍bahtreen sy oper koi lafz hy to bta dai jo mai is novel k shayanishan kah sko bcz na lafz hai na wo khoobi mj mai hy jo is novel ko khobsoorti ko bayan kersky...mai aaj ki epi k Doran ajeeb sy jazbaat sy dochar rahi...perhti jati aur Roti jati...sadqy wari jati rahi ap pe 💖💖💖.myri shahzadi aisa dill kaha sy laai hai jo jazbaat aur ahsasat ko u jhakerly k Insaan kirdaro mai itna kho jaye k onky gham apny ,onki odasi apni aur onki muhabbat apni muhabbat lgy❣❣❣...zindagi ko aik alg terha sy dykhti hai AAP ...ALLAH PAK ny apko wo noor e baseerat di hy jo her kisi ko naseeb nahi hoti...Inaam hy ap pe khas aur shuker bja laya krai is anayat ka😊😊😇😇
    Asawari ,adam air rabia rewayti triangle love story sy totally hut k rahi..apny to aadam sy ishq kerwa dia🥰🥰🥰🥰...asawari jaisi khushkismat b kon ho gi jisy chaha isy pa lia ,sirf osy he nahi osky dil pe b mukamal hukmrani ki,osky jisam mai khoon kiterha apna ishq seraiyat kerwa dia💞💞...adam asawari ny sary novel mai apna saher kisi tor pe kam nahi hony dia...mily to u k sabko rashq mai mubtla kerdia jab bichray to sabky dill tak rula diay😨😰😭😱...waqai adam k Jany ka Dukh islia b kam hoa k ALLAH PAK ka Ferman hy k akhrat mai ap onky sath he hongy jinsy ap muhabbat kerty hai..to adam yaqeenan apny ishq apny mahboob k sath he hoga...lakin safa kya koi itna b kisi ko chah skta hy???pta nahi q but dil aik alag he ahsas sy roshnas hoa hy...milny sy bicherny ka yah safer mukamal kergya k chahy Milan ki Muddat kam ho milo yo isterha k koi tashnagina rahy😍😍..rabia b Ahmer ki sorat mukamal hoi but lafz sath nahi dy rahy is novel k saher ko byan Kerny k lia
    Aswa aur khyam dono ny dosti aur hamraz hony ka haq ada kerdia..kaisy mu boly rishty b mukamal chaht sy nwazty hai yah apny bawar kerwaya...her her rishty ki ahmiyat jitla di apny..safa jany ap kaisi hongi but itna pta hy boht mukhlis hongi sab k sath BCZ lafz Insaan ka aaina hotay hai aur apka aaina boht shafaf hy😇😇


    Maryum Nasir(tabsira nighar)
    Part 1

    ReplyDelete
  9. S Merwa Mirza Novels

    Main ne kuCh Din phely hi khtm ye hai ye noVl
    Ek dfa phEr Ap ne Apny Qalm Se mEra Dil jeet Liya💜💙
    Outstanding 💜❤️
    Bht Bht zbdst 🔥😌
    Har ek Chez ko NikhR ky btya Apne Sub kirDr bHt Hi Achy thy....
    Or #Jazail ki Trha Es Bar Bhi Mera fRvt #Adam Bana Kaml Kr Dea Apne 👌🏻👌🏻😌😌🧡🧡
    Khus Rahen Abad Rahen #Pyri_Sis oR Esi tRhn aCha Likti Rahen🤎🤎

    Es Season tu Bhu Ana Chye ☺️😄

    ReplyDelete
  10. Assalamualikum Merwa ap bht bht zayada acha likhti Hain bht Payyara ar Dil ko chu lene wale alfaz hote ap k esa ho hi Nhi skta ap likhe ar wo tehreer Dil ko na lge Aik k bad Aik novel main ne prha hai apka ALLAH Pak apk hunar main ar ilfax main ar taseer dale elahi ameen sumameen.
    Ab ate hain tum Noor e Dil agr ap mjse pooche to Mje Adam ar Asawari k couple ne hi attract kiya tha ar mene novel ki third episode se prhna start kiya unka Payyar bht acha tha Adam k dosre nikah pr Mje bht bura lga Lekin han Zindagi main apno k liue bht kuch krna prta ar Adam ar Asawari dono main hi yeh jazba majood tha wo bicher k bhi mil gye mje hamesha writer pr gussa ata k kiiun wo payyare characters Marti Lekin han unki ahmiyat mrne se bhi km Nhi hoti hamesha k liue wo yaad reh jate.
    Ar Shumail ar Jaisha ka couple Aik shidaton wale muhabbat isse hamain sabaq milta waqti jzbat ka faisla hamain bht dair ki takleef de k Jata Lekin inka milna Khushi ka bais tha baki sb k pas bhi ink shi sahare the Ahmer ki sarparasti shamail se achi koi bhi Nhi kr skta tha ar kuch log himmat hosla k liue hote maseehayai ka fareeza Jo anjam dena hota
    Baki tammam characters apni jagah bakamal the
    Bht Sara payyar dhero duyaain .

    ReplyDelete
  11. Kamal ky novels app likhti hain main ne app ke saaray novels parrhay hain bihat he zabardast hain sab ke sab aur agar baat karian tum noor-e-dil ho no words to say for this novel...heart touching words jia tarha app ne iss story line likhi,words, all the characters are mindblowing and in this novel my favourite character is Adam..They way you portaray his character is amazing..Isi tarha likhti rahain God bless you ❤❤❣❣❣💞💕💓🌹⚘🥀🥰❤

    ReplyDelete
  12. Aslamo alai kum merwa Maashaa Allah ap bohat ache likhti hai tum noor e dil ho awesome novel amazing story 😍😍😍Plzzz aise hi aur acha novels bhi upload kare na zayada se zayada complet novel tum noor e dil ho heart touching novel hai es ki jitni tareef karn kam hai

    ReplyDelete
  13. من نوکر حسینم ع4 June 2021 at 14:53

    Ufffff bht alaw kmal hmesha ki trah bs adam or asawari ki mout ny dukhi kiya but ye tu story ka hisa hy kabhi khushi kbhi ghum zindagi mai dukh b aty khushiyon k sath lekin bht alaw Allah pak ap ko or himat dy or ap k lfzon mai mazeed mola pak a.s taseer paida kren hmesha is sy acha likhti rhen bht sara pyar or duaen ����������❤️❤️❤️

    ReplyDelete
  14. Uffff kia tabsara karo Mai is novel par mtlab meray pas alfaz nai hai bht bht bht hi zyada AchA novel tha
    💝💝💝
    Beshk hr bazurg ki ghar Mai apni jaga hoti hai or wo Allah ki khas rehmat hotay hai naheed baigam ka kirdar bht lajwab or umda tha khandan k logo ko apas Mai milanay par baro ka aik khas kirdar hota hai or naheed baigam n apni akhri sans Tak is ko bakhoobi nibhaya or jatay jatay shumail ki maafi Mai asaani b kr gai🌺🌺👍👍
    Ab atay hai asawari ki taraf Jo aik khoobsorat Dil ki Malik or Adam ki deewani thi or hamesha Adam k hamqadam rhi or hmesha usay faraiz nibhanay ki talkeen b krti rahi us ki mout ka sun kr bht dukh hua laikin Jo hota hai bhtri hoti hai us mai😭😭😭😭
    Rabiya ka kirdar b bht khooburat tha jis Adam se bht muhabbat ki or kbhi bhi sawari k khilaf apnay Dil Mai kadorat nai rakhi blk sawari ki ulad ko apna smjh kr Pala or usay muhabbat di💕💕💕💕
    Adam ka kirdar bshk novel Mai jan dal gya apnay khobsurat ikhlaq or kirdar se sawari ko apna deewana kr gya bshk us n muhabbat or fraiz ko akhri dam Tak bakhoobi nibhaya kbhi b dono Mai kisi k sath zyadti na ki or akhir Mai apni muhabbat k pas Abdi neend ja soya 😭😢😔
    Or bshk aik AchA dost b Allah ki nemat se Kam nahi aswa n hmesha jaisha ki bhtreen dost or bhn ka kirdar bakhoobi nibhaya dono dosto n hmesha mushkilo ka mil kr mukabla kia or us Mai surkhari b rahi khayam jaise mard aik jaiz rishtay Mai bndh kr izhara e muhabbat par yaqeen rkhtay hai or aise mard b bht anmol hotay hai.....hmesha jaisha ko apni chooti bhn ka darja Diya or us ki mushkilat Mai us k hamqadam rha......
    Abeera jaisi ortay khud apnay hatho se apni zindagi barbad krti hai duniya Mai khoobsurti ho sab kch nai hoti us n isi waja se apni zindagi ko jahanum bna diya bshk burai ka anjam bura hota hai is wJa se us n apnay Bhai ko Haram mout marnay par majboor krdiya😠😠😠😠
    Jaisha or shumail is novel ki jaan rhay jaisha aik khoobsuat Dil ki malka apnay achay akhlaq se hr aik ko apna deewana bna liya .
    Shumail Jo aik anaprast insan tha wo b jaisha ka deewana bn gya bshk nikah k do bol Mai bht taqat hoti hai laikin halat n usay jaisha se door krdiya 😠😠😠 laikin bad Mai schai janay k bad khud b bht tarpa jaisha ne apni amo Jan ki akhri bat man kr shumail ko maaf krdiya 💖💘🎊💕meray pas mazeed alfaz nai hai Mai n kbhi tabsara hi nai kiya ye Mera first time hai bshk meray alfaz bht km hai Apk novel k tabsaray k liye laikin ap k novel bht umda hotay hai aisa lagta hai jaise sab hmaray samnay chl rha hai bht hi umda tha novel
    Hmesha khush rhayor aise novel hmaray liye likhti rhay
    Allah ap ko mazeed kamyabiya ata frmaye ameeen🌺💖💕🌸🧬

    ReplyDelete
  15. Speechlessssss bohat zabardast loved it

    ReplyDelete
  16. I love the whole novel....but adam is my favourite...his character is speechless for me ....ksm sa adam ki death na rula diya plz ...ainda kisi novel ma itna acha ensaan ko mt Maria ga plz...

    ReplyDelete
  17. Is novel ko parhny ky bad alfaz hi khtam ho gye itna acha aur khubsurt novel tha ky byan nahi writer ny bohat acha likha is novel main Adam ka character jaan tha aur mera fvt tha bohat acha novel tha you are best writer

    ReplyDelete
  18. well novel is so heart touching everyone should read this masterpiece but seriously death of adam was so painful moment despite of all those tragedies they all never lose hope .....

    ReplyDelete
  19. Adam walo ki itni sad story kio ki

    ReplyDelete
  20. S marwa mirza all novels are awesome... Strong stories, freed to read...... Amazing writing skills she have .... Recommend all novels of s marwa mirza to read.....

    ReplyDelete
Previous Post Next Post