Garoor Novel Pdf By Tania Tahir

Garoor Novel Pdf By Tania Tahir

Garoor Novel Pdf By Tania Tahir

Novel : Garoor 
Writer Name : Tania Tahir
Category : ROMANTIC NOVELS
Kitab Nagri start a journey for all social media writers to publish their writes.Welcome To All Writers,Test your writing abilities.
Garoor Novel Pdf By Tania Tahir is available here to download in pdf form and online reading.
Click on the link given below to Free download Pdf
Free Download Link
Click on download
give your feedback

ناول پڑھنے کے لیے نیچے دیئے گئے ڈاؤن لوڈ کے بٹن پرکلک کریں
 اورناول کا پی ڈی ایف ڈاؤن لوڈ کریں  👇👇👇
 

Direct Link


Free MF Download Link


FOR Online Read

ناول پڑھنے کے بعد ویب کومنٹ بوکس میں اپنا تبصرہ پوسٹ کریں اور بتائیے آپ کو ناول کیسا لگا ۔ شکریہ

4 Comments

  1. Zaberdast super amazing novel

    ReplyDelete
  2. This novel is well written and I'm happy that author shows how this rich powerful men exploits women, whether they're in their houses or outside.

    The only Character I've liked was naina's matlab itni riwayati logo ke bich rehkar usne apni aap ki tazleel nahi honi de she fought back.

    Ab baat Bahram or Haider ki tou i hated their Character. I hate them because they deserve it, bahram was such a low life, he slept with diff woman n then Comes haider, bhai tujhe teri so called hoor ni mili tou isme bichari Arishma ki kya galti? Sharab tum log piyo, na mehram aurton ke saath tum raho, apni biwi ko maaro pito tum aur buri Arishma hui.
    Islam sirf aurat ka pardah karna nahi hai. Aurat ki izzat karna usko tahaffuz dena Islam hai. Magar Dadaji aur unke pote yeh nahi smjh skte.

    Mujhe sabse bura jou iss pure qisse mai laga woh hai so called dada ji and bi jaan. In dono ki faltu ki rasmo riwaj ne inki nasle tabah kardi. Bi jaan chahti tou apni aulad aur uski aulad ko aache se rakh sakti thi lekin nahi Gunaho aur Haram ka dher bana diya. Dada ji ko tou Allah puche. Itna ghatiya insan Potiyo ko maar dalte jab itna hi dukh dena tha tou. Iss buddhe (he deserves it) khoosat ko tou bich chorahe par marna chahiye tha.

    Armish ko haider Marta tou sab armish ko smjhate usse haider ko nahi. Like wtf. Allah ne kahan hai miya biwi ek dusre ka libaas hai, aur haider ussi libaas ko chirta phadta raha. I'm happy Armish ki jaan chutti iss jahil se.

    Lastly i beg every girl, Agar aap par zulm ho tou aap awaaz uthayee. Nikah bohot paak cheez hai, aur biwi shohar ki maar khane ki liye nahi bani. Ya Allah please save this world.

    Armish mujhe bohot rulayi but I'm really pissed off at her bandi kabhi tou awaaz uthati.

    Abeera and Maaz are the only couple who is the best. Yeh dono aache rahe saath mein.

    And bahram didn't deserved her. But I'm happy end mai woh Armish ka khayal rakhne laga usse khusiyaan di.

    Haider, hoor, dadaji, armish ki mother Allah inko kala paani ki saza de��

    Meri ammi tou chir phad de agar koi mujhe ghoorta bhi hai tou aur yeh kaisi maa hai apni beti ko pit te hue dekhti rahi.��

    Mujhe writer ki story acchi lagi, inhone sahi se pen down kiya ke kaise gharoor le doobta hai. Bahram uski muhabbat haath se phisal gai, haider zindagi bhar aulad ke liye tarsega, dada ji mar kyun nahi jaate (i hate this man) sab iss buddhe khoosat ka kiya dhara hai.

    Huzoor sallallahu alaihi wasallam ne Bibi fatema se unki Razamandi li thi jab Hazrat Ali ra ka rishta aaya tha jabki unhe pata tha ki Allah ne unhe hukam diya hai unki Shaadi ka. Jab huzoor apni beti se itni muhabbat, aur unki razamandi jaan sakte ahi tou yeh so called Sardar kis khet ki muli hai��

    Muslim naam ke hai kaam sare jahilo wale.

    Allah talah humari ummah ko sirat e mustaqeem par wapis le aaye.��

    Allah sabko sahi rah dekhiye��♥️

    ReplyDelete
  3. Best novel matlab kamal tha but story jaldi khatam hu gai yar armish aur behram ki story mazeed honi chahye thi iska season 2 hona chahye tha jis mein inki sakoon se mohabat tak ka safar ho.

    ReplyDelete
Previous Post Next Post